jab aap computer ko internet ke waste use karte hai to aapka computer bahut hi slow ho jata hai....but why.
kyonki unme bahut si temparailly files ban jati hai...or computer and internet bahut slow ho jata hai ....isse bachne ke liye aap apne "computer" me "start", setting-control panel me jakar "automatic updates" par double click karke automatic ya fir 'download update me" option ko select kare....
iske alawa aap
1. internet explorer/browser me jakar" "menu"- tools -fir internet option ko select karke delete temrarry files , history,aur cookies ko delete karde.....
inke alawa aap in steps ko bhi kare ....
{a}start-run-cleanmgr ko chalakar disk clean up kar le !
{b} cleanmgr chalane ke baad fir "start" -run-dfrg.msc ko chalaye aur drive c ko select karke "defrgmentar" chala le
iske alawa..........
computer-computer ki proparties- hardware- device maneger-ports - communication ports par double click -port settings- bites par second 128000 kar de aur floe control me hardware select kar de...
yaad rahe jis port ko use kar rahe ho usi port par bites par second 128000 kare aur flow control me hardware select kare.........
ek aur tips...
start- run- gpedit.msc-computer confirguration-administrative temlates-network-qos pakect sedular-limitservable bandwith par double click karke-enable option par click karke bandwith limit "00" karke ok karna hai
net aur computer ki speed me achha result aayega..........
0 comments:
Post a Comment